100+ Best Miss You Yaad Shayari With Images

Best Miss You Yaad Shayari With Images


Best Miss You Yaad Shayari With Images” un lamhon ke liye perfect collection hai jab aap apne kisi khaas ko yaad karte hain. Yahan aapko dil ko chhoo lene wali emotional sad aur romantic yaad shayari images ke saath milengi jo aap apne WhatsApp status Instagram story aur Facebook par share kar sakte hain.


Miss You Yaad Shayari Images



Category: Love Shayari


📑 Table of Contents


Sad shayari 2 line heart touching for girl 


हर रात यही सवाल है मेरे सामने

क्यों तुमने मुझे इतना अकेला छोड़ दिया।


Har raat yahi sawaal hai mere samne

Kyun tumne mujhein itna akella chhod diya 🌧️


तन्हाई का शौक नहीं मुझे

मजबूरी है यह दोस्तो।


Tanhai ka shauk nahi mujhe

Majboori hai ye doston 🌧️


अकेले पिया तो तन्हाई याद आई

साथ वाले तो साथ नहीं निभाते।


Akelle piya toh tanhai yaad aayi

Saath wale toh saath nahi nibhate 🌧️


सूना है मेरा आसमान तेरे बिना

तन्हाई ने सब कुछ छीन लिया।


Soona hai mera aasmaan tere bina

Tanhai ne sab kuch cheen liya 🌧️


दिल की बातें कहूँ किससे

तन्हाई में तो सिर्फ पराये होते हैं।


Dil ki baatein kaun kisse

Tanhai mein toh sirf paraye hote hain 🌧️


ये तन्हाई कब खत्म होगी

इसका कोई जवाब नहीं।


Ye tanhai kab khatam hogi

Iska koi jawab nahi 🌧️


तेरी कमी का अहसास देती है ये तन्हाई

अब तो साँसें भी तुम्हें याद करती हैं।


Teri kami ka ahsaas deti hai ye tanhai

Ab toh saansen bhi tumhein yaad karti hain 🌧️



Miss you yaad shayari

याद शायरी उर्दू इन हिंदी

तेरी यादों का मौसम आज फिर लौट आया

 दिल ने चुपके से तेरा नाम दोहराया।


 Teri yaadon ka mausam aaj phir laut aaya

 Dil ne chupke se tera naam dohraya 💔🥺


हर रात तेरी कमी सताती है मुझे

 तेरी तस्वीर चुपके से रुलाती है मुझे।


 Har raat teri kami satati hai mujhe

 Teri tasveer chupke se rulati hai mujhe 😢🌙


दूर होकर भी तू मेरे पास लगता है

 तेरा ख्याल हर पल खास लगता है।


 Door hokar bhi tu mere paas lagta hai

 Tera khayal har pal khaas lagta hai ❤️✨


तेरे बिना अधूरी सी लगती है जिंदगी

 जैसे बिना बारिश सूनी हो बंदगी।


 Tere bina adhoori si lagti hai zindagi

 Jaise bina baarish sooni ho bandagi 🌧️💔


यादें तेरी दिल से जाती ही नहीं

 तेरी कमी अब छुपाई जाती नहीं।


 Yaadein teri dil se jaati hi nahi

 Teri kami ab chhupayi jaati nahi 😔💭


तेरी बातों की मिठास याद आती है

 हर धड़कन तुझे पास बुलाती है।


 Teri baaton ki mithaas yaad aati hai

 Har dhadkan tujhe paas bulati hai 💞🥀


तेरे बिना ये दिल उदास रहता है

 हर वक्त तेरा एहसास रहता है।


 Tere bina ye dil udaas rehta hai

 Har waqt tera ehsaas rehta hai 😢❤️


चाँद भी आज तन्हा सा लगता है

 जब तेरा चेहरा सामने नहीं होता है।


 Chaand bhi aaj tanha sa lagta hai

 Jab tera chehra saamne nahi hota hai 🌙🥺


तेरी यादें मेरी नींद चुरा लेती हैं

 हर रात आँखों को रुला देती हैं।


 Teri yaadein meri neend chura leti hain

 Har raat aankhon ko rula deti hain 😭✨


तू दूर है फिर भी दिल के करीब है

 तेरा प्यार आज भी मेरा नसीब है।


 Tu door hai phir bhi dil ke kareeb hai

 Tera pyaar aaj bhi mera naseeb hai ❤️💫


तेरी मुस्कान आज भी याद आती है

 दिल को हर पल तड़पाती है।


 Teri muskaan aaj bhi yaad aati hai

 Dil ko har pal tadpaati hai 😊💔


हर पल बस तेरा इंतजार रहता है

 दिल को सिर्फ तुझसे प्यार रहता है।


 Har pal bas tera intezaar rehta hai

 Dil ko sirf tujhse pyaar rehta hai ⏳❤️


तेरी यादों में खोए रहते हैं

 हर रात चुपके से रोए रहते हैं।


 Teri yaadon mein khoye rehte hain

 Har raat chupke se roye rehte hain 😢🌹


तेरा नाम दिल पर लिखा हुआ है

 जैसे कोई सपना सजा हुआ है।

 

Tera naam dil par likha hua hai

 Jaise koi sapna saja hua hai 💖✨


तेरी कमी हर दिन महसूस होती है

 मेरी हर खुशी अधूरी होती है।


Sad Shayari in English 2 Lines 

मिस यू याद शायरी

दर्द-ए-दिल को शब्द नहीं मिलते

आँसू भी अब आँखों से रुकते हैं।


Dard-e-dil ko shabd nahi milte

Aansoo bhi ab aankhon se rukte hain 🖤


दिल में कितना दर्द है ये बता नहीं सकते

सिर्फ इशारों में ग़म ज़ाहिर करते हैं।


Dil mein kitna dard hai ye bata nahi sakte

Sirf ishaaron mein gham zaahir karte hain 🖤


दर्द इतना है कि समझा नहीं जाता

बस इस दिल को ही समझाते रहते हैं।


Dard itna hai ke samjha nahi jaata

Bas is dil ko hi samjhate rehte hain 🖤


दिल का दर्द दिल ही जानता है

दुनिया को तो सिर्फ नाटक दिखाई देता है।


Dil ka dard dil hi jaanta hai

Duniya ko toh sirf natak dikhayi deta hai 🖤

मिस यू याद शायरी

हर ज़ख्म दिल पर है एक एक करके

अब दर्द सहने की हद भी पार हो गई।


Har zakhm dil par hai ek ek kar ke

Ab dard sahne ki had bhi paar ho gayi 🖤


दर्द के साये मेरे पीछे पड़ गए

अब चैन से कहीं बैठ नहीं पाता।


Dard ke saaye mere peeche pad gaye

Ab chain se kahin baith nahi paata 🖤


दिल में उतर गया है ये दर्द इतना

कि अब मुस्कुराना भी मुश्किल हो गया।


Dil mein utar gaya hai ye dard itna

Ke ab muskurana bhi mushkil ho gaya 🖤


छुपा लेते हैं दर्द हंसकर दुनिया के सामने

पर अंदर तो बस दर्द का मौसम है।


Chupa lete hain dard haskar duniya ke samne

Par andar toh bas dard ka mausam hai 🖤


दर्द-ए-दिल मिटाना आसान नहीं

वक्त लगता है बहुत इसे भुलाने में।


Dard-e-dil mitana aasan nahi

Waqt lagta hai bahut ise bhulane mein 🖤


दिल के दर्द को कैसे बयान करें

शब्द कम पड़ जाते हैं।


Dil ke dard ko kaise bayaan karein

Shabd kam pad jaate hain 🖤


हर दर्द एक सबक देता है

पर ये दिल कभी नहीं सीखता।


Har dard ek sabak deta hai

Par ye dil kabhi nahi seekhta 🖤


दर्द से दर्द मिलाया है हमने

अब दर्द ही हमारा साथी है।


Dard se dard milaya hai humne

Ab dard hi hamara saathi hai 🖤


दिल के टुकड़े करने वालों को क्या पता

जोड़ने में कितना दर्द होता है।


Dil ke tukde karne walon ko kya pata

Jodne mein kitna dard hota hai 🖤


दर्द इतना गहरा है कि आँखों से निकल भी नहीं पाता

दिल में ही दफन हो जाता है।


Dard itna gehra hai ke aankhon se nikal bhi nahi paata

Dil mein hi dafan ho jata hai 🖤


दिल की कसक अब बर्दाश्त से बाहर है

कोई तो दवा करो इसकी।


Dil ki kasak ab bardaast se bahar hai

Koi toh dawa karo iski 🖤


दर्द चुप चाप सहता हूँ

क्योंकि अब कोई सुनने वाला नहीं।

Miss You Yaad Shayari Images

Dard chup chup sehata hoon

Kyonki ab koi sunne wala nahi 🖤


दिल का दर्द दिल को ही रहने दो

दुनिया को क्या बताना।


Dil ka dard dil ko hi rehne do

Duniya ko kya batana 🖤


हर दफा दर्द मिला है इस प्यार से

फिर भी दिल है कि मानता नहीं।


Har dafa dard mila hai is pyaar se

Phir bhi dil hai ke maanta nahi 🖤


दर्द की परवाह कौन करता है अब

सबने तो अपना मुकाम बना लिया।


Dard ki parwah kaun karta hai ab

Sabne toh apna muqam bana liya 🖤


दिल में दर्द है मगर आवाज़ नहीं

बस खामोश रहकर सहता हूँ।


Dil mein dard hai magar aawaz nahi

Bas khamosh reh kar sehata hoon 🖤


दर्द इतना बढ़ गया कि अब साँसें भी तकलीफ देती हैं।

Dard itna badh gaya ke ab saansen bhi takleef deti hain 🖤


दिल के जख्म भर जाते हैं वक्त के साथ

पर निशान रह जाते हैं हमेशा।


Dil ke jakhm bhar jaate hain waqt ke saath

Par nishan reh jaate hain hamesha 🖤


दर्द देने वालों को खुशी मिलती है

और दर्द खाने वालों को सिर्फ आँसू।


Dard dene walon ko khushi milti hai

Aur dard khane walon ko sirf aansoo 🖤


दर्द की इंतेहाँ क्या बताएं तुम्हें

हर पल गुज़रता है यादों के सहारे।

Best Miss You Yaad Shayari ❤️


Dard ki intezaan kya batayein tumhein

Har pal guzarta hai yaadon ke sahare 🖤


दर्द एक ऐसा मेहमान है

जो आए तो फिर जाता नहीं।


Dard ek aisa mehman hai

Jo aaye toh phir jaata nahi 🖤


 Conclusion:

Dil ki feelings ko bayan karne ke liye best miss you yaad shayari images ka khoobsurat collection.


Related Posts


FAQs

What is Love Shayari?

Love shayari expresses feelings of love in poetic words.

Why people like Shayari?

Because it beautifully expresses emotions.


Share This Post

Facebook | Word Press | Twitter | Pinterest

Kashif Joiya

This blog shares the best collection of love and sad shayari.





Post a Comment

0 Comments